Breaking News

Rab Piya - Sufi & Romantic

Rab Piya - Sufi & Romantic



Album: Rab Piya - Sufi & Romantic
Length: 34:36 ( 8 Tracks )
Released: 8 December 2014
Label: Red Ribbon Ent Pvt Ltd
Featured Artists: Lalitya Munshaw


Lab se na kuch bhi arzz kiya
arzz kiya arzz kiya
Kab se na kuch bhi arzz kiya
arzz kiya arzz kiya
Ishq mein tere jog liya
Jag jogi wale phere mein
Jee bhar ke jalaa fat ka diya ulfat ka diya
Arzz kiya

Piya Piya Piya Piya Rab Piya
Anhad baaja na kano mein
Hum bhi shamil deewano mein
Ishq mein tere bekaraar dildaar mere yaar
Piya Piya Rab Piya
Piya Piya Rab Piya

Mann ye ishq mein kare manmani
Dil ki sune ye sadaa (Rab Piya)
Haske bole naino ka paani
Rag rag mein tu basa
Tujhse hi he meri hasti
Mein sahil tu meri kashti
Teri mein khidmatdaar dildaar mere yaar
Piya Piya Rab Piya
Piya Piya Rab Piya

Preet ki mein pee hui mastaani
Cham cham nachde phira
Tujhsa koi na tera saani
Baahaj teri maraa
Kaisi ye chayi madmasti
Mauj mauj hein dil ki basti
Tujhpe hi daromdaar dildaar mere yaar
Piya Piya Rab Piya piya
Piya Piya Rab Piya piya
Rab Piya piya Rab piya
Piya Piya Rab Piya piya
Piya... Rab Piya...
Piya... Rab Piya...