Breaking News

Salame Salame Lyrics - Mumbai Can Dance Saala (2015)

Salame Salame Lyrics - Mumbai Can Dance Saala (2015)



Movie: Mumbai Can Dance Saala (2015)
Singers: Bappi Lahiri
Lyricists: Naresh Karwala
Music Composer: Bappa Lahiri
Music Director: Bappi Lahiri
Music Label: Zee Music Company
Release on: 2nd January, 2015


Mere husn ki mutthi mein
Ishq ki hai sarkaar
Mere dil ki marzi se
Chadhta utarta hai bazaar samje

Salame salame salame le lo
Salame salame salame le lo
Salame salame salame le lo
Salame salame salame le lo
Are aa jaaun aa jaaun
Jo markat mein aa jaaun
To chha jaaun chha jaaun
Har sheher pe main chha jaaun
Mere thumke se chadhta
Dolar gir jaayega
Mere jalwe se girta
Rupaeeya chadh jaayega

Mere thumke se chadhta
Dolar gir jaayega
Mere jalwe se girta
Rupaeeya chadh jaayega
Salame salame salame le lo
Salame salame salame le lo

Bindiya meri chamke to mehfil jam jaayegi
Chudi jo meri khanke to masti chadh jaaygi
Oo bindiya meri chamke to mehfil jam jaayegi
Chudi jo meri khanke to masti chadh jaaygi
Bindiya ye chudi hazaari lelo
Bindiya ye chudi hazaari lelo
Are aa jaaun aa jaaun
Jo markat mein aa jaaun
To chha jaaun chha jaaun
Har sheher pe main chha jaaun
Mere thumke se chadhta
Dolar gir jaayega
Mere jalwe se girta
Rupaeeya chadh jaayega

Mere thumke se chadhta
Dolar gir jaayega
Mere jalwe se girta
Rupaeeya chadh jaayega
Salame salame salame le lo
Salame salame salame le lo

Lehnga mera jo ghoome to nasha chadh jaayega
Chunari meri jo sarke to dil ye machal jaayega
O lehnga mera jo ghoome to nasha chadh jaayega
Chunari meri jo sarke to dil ye machal jaayega
Lehnga ye chunari hai baali lelo
Lehnga ye chunari hai baali lelo
Are aa jaaun aa jaaun
Jo markat mein aa jaaun
To chha jaaun chha jaaun
Har sheher pe main chha jaaun
Mere thumke se chadhta
Dolar gir jaayega
Mere jalwe se girta
Rupaeeya chadh jaayega

Mere thumke se chadhta
Dolar gir jaayega
Mere jalwe se girta
Rupaeeya chadh jaayega

Bindiya ye chudi lehnga ye chunari
Jhoomka ye tika kaajal ye laali
Sab kuchh hai mera meeya bhi lelo
Sab kuchh hai mera meeya bhi lelo
Neelami neelami neelami lelo
Salame salame salame le lo
Neelami neelami neelami lelo
Salame salame salame le lo
Neelami lelo salame le lo
Neelami lelo salame le lo

Waah re tera thumka waah
Waah lazawaab.