Breaking News

Talash Khud Ki from Rutbaa Band | Anuja Sahai & Umesh Giri

Talash Khud Ki from Rutbaa Band | Anuja Sahai & Umesh Giri



Album: Talash Khud Ki
Singer: Anuja Sahai
Music: Umesh Giri
Label: Zee Music Company
Released Date: 30 December, 2014

Kabhi woh nahi hua socha tha jo
Haan yeh woh hi ho gaya
socha tha kabhi na jo
Kabhi woh nahi hua socha tha jo
Haan yeh woh hi ho gaya
socha tha kabhi na jo

Chalti rahe badhti rahe
Manzil se par doori
Kya mil gya kya kho gya
Ehsaas bhi mujhko nahi
Mujhko jaisa laga maine waisa kiya
Woh galat tha ya tha woh sahi
Faisla tha woh mera jo maine kiya
Ab karungi mein to wahi

Yaadon mein tera basera
Andheron mein tu tha savera
Par jab mushkilo ne khadhera
Kyun tubhi na ho paaya mera
Ab chahu jo bhi mein
Kyun na mein waisa hi karu
Apne hi dum pe ab toh mein badhti rahu..

Yeh dooriya nazdikiya majbooriya khamoshiyaan
Yeh dooriya nazdikiya majbooriya khamoshiyaan
Mujhko jaisa laga maine waisa kiya
Woh galat tha ya tha woh sahi
Faisla tha woh mera jo maine kiya
Ab karungi mein to wahi

Mere dil mein umange nayee
Manzile hein kayee
Karne he the wo faasle
Jo humse doori rahi
Hain aasmaan yun toh kahi
Sabko paoon zid hain meri..
Jo socha tha woh kar liya
Jo tha nahi woh paa liya
Ae rab mere tera shukriya
Jo manga tha woh de diya

Mujhko jaisa laga maine waisa kiya
Woh galat tha ya tha woh sahi
Faisla tha woh mera jo maine kiya
Ab karungi mein to wahi