Breaking News

Yaq ba Yaq - Luckhnowi Ishq

Yaq ba Yaq Song Lyrics from Movie Luckhnowi Ishq Sung by Raaj Aashoo | Adhyayan Suman and Karishma Kotak





Movie : Luckhnowi Ishq
Singer: Raaj Aashoo
Lyricist: Shakeel Azmi
Music Director: Raaj Aashoo
Label: Zee Music Company


Dekha hain manzar yeh kaisa
Aankhen khuli ki khuli reh gayi
Chaha tha udana dil mera
Auron ki udane kati reh gayi

Kuch aisa hua hain
Aansoo hi duaa hain
Khamosh si subah hain
Sab kuch dhuaa dhuaa hain
Royi Royi zindagi Yaq ba Yaq Kyun
Khoyi khoyi har khushi Yaq ba Yaq kyun
Toota toota housala Yaq ba Yaq kyun
Rootha rootha hain khuda Yaq ba Yaq kyun

Subah ki aaghosh mein tha aandhera sa ghana
Dil kare isse gila yaar hi dushman bana
Zakhmo se dar badar aa phirta hoon dar badar
Phoolon pe hain khiza Kaaton pe ab hain guzar

Kuch aisa hua hain
Aansoo hi duaa hain
Khamosh si subah hain
Toota sa meherbaan hain
Royi Royi zindagi Yaq ba Yaq Kyun
Khoyi khoyi har khushi Yaq ba Yaq kyun
Toota toota housala Yaq ba Yaq kyun
Rootha rootha hain khuda Yaq ba Yaq kyun

Zindagi ki aankh mein Bikhara bikhara khwaab hain
Socha kya tha kya hua Dil soch ke betaab hain
Tumpe kiya yakeen Haan there galat ghamin
Saasein toh hain bachiJeene ki khwaish ab nahin

Kuch aisa hua hain
Aansoo hi duaa hain
Khamosh si subah hain
Toota sa meherbaan hain
Royi Royi zindagi Yaq ba Yaq Kyun
Khoyi khoyi har khushi Yaq ba Yaq kyun
Toota toota housala Yaq ba Yaq kyun
Rootha rootha hain khuda Yaq ba Yaq kyun