Breaking News

Mein Hawaa Album Song Lyrics - Asha Bhosale

Mein Hawaa Album Song Lyrics - Asha Bhosale




Album :: Mein Hawaa
Song :: Mein Hawaa (Female Version)
Singer :: Asha Bhosle
Music Director :: Rohan Shah
Lyricist :: Kumaar


Main hawaa
Main yahaan main wahaan Har jagaah
Khidkiyon pe milu main tujhe Har subah
Main Hawaa
Mere bin zindagi hain kahaa
Saason main hain teri meri hi Daastaan

Panchiyon se main kehati hoon
Hain mera Aasmaan
Phir bhi main toh Yahaan
Tanha rehati hoon

Main hawa
Main yahaan main wahaan Har jagaah
Khidkiyon pe milu main tujhe Har subah
Main Hawaa
Mere bin zindagi hain kahaa
Saason main hain teri meri Daastaan

Chu loon main teri neendon ko
Zara main bhi jagoon tu bhi jage Yahaan
Hain thamhi jo patto pe nami
Mere hi Aansoo hain
Mera hi dard hain
Hain kuch aur nahin

Main hawa
Main yahaan main wahaan Har jagaah
Khidkiyon pe milu main tujhe Har subah
Main Hawaa
Mere bin zindagi hain kahaa
Saason main hain teri meri Daastaan