Breaking News

Urainge Song Lyrics |Ali Zafar | Tribute to the victims of Peshawar school attack

Urainge Song Lyrics |Ali Zafar | Tribute to the victims of Peshawar school attack


Ali Zafar says #Urainge in his new song of 2015 giving sympathy to the victims of Peshawar school attack in Pakistan. Express your sympathy to the innocent school students and teachers who were killed in the terrorist attack on Army school in Peshawar, Pakistan. A feeling expressed and compiled in a song saying that you will never be forgotten, you will always remain deep in our heart.


Title : Urainge
Singer : Ali Zafar
Music & Lyrics by :Ali Zafar
Label : Saga Music


Ha Thode se bikhre hue hain aare nahin hum
Yebuge hain muzulmat ki tere mare nahin hum
Haan zinda hain hum chahe aankhen hain  num
Sahenge nahin ab hum koi sitam
Jahaan ko dikha denge kaun hain hum
Hame maaon ke aansuon ki kasam

Urainge us aasmaan mein..
Rahenge aise jahaan mein,
Jahaan dard ka koi maara na ho,
Akela na ho be sahara na ho,
Koi maa se bichada dulaara na ho,
Siva ishq ke koi chara na ho....
Urainge us aasmaan mein..
Rahenge aise jahaan mein,

Khili si wahan nikli ho dhoop
Nikhara hua har su ho ru
Gum ho jaye taareekhiyaan
Haan chale milkar wahan

Urainge us aasmaan mein..
Rahenge aise jahaan mein,
Jahaan dard ka koi maara na ho,
Akela na ho be sahara na ho,
Koi maa se bichada dulaara na ho,
Siva ishq ke koi chara na ho....o.o.o.o

Urainge us aasmaan mein..
Rahenge aise jahaan mein,
Urainge us aasmaan mein..
Rahenge aise jahaan mein,