Breaking News

Darbaan Lyrics from movie Bombay Velvet (2015) by Angaraag Mahanta (Papon)

Darbaan Lyrics from movie Bombay Velvet (2015) by Angaraag Mahanta (Papon)


Darbaan Song Lyrics


1 Star2 Stars3 Stars4 Stars5 Stars (No Ratings Yet)
Sab vyapar hai
Kaarobar hai
Mauka hai saamne
Tu bhi taiyar hai

Tere aage mehal
Aalishan hain
Bas darwaze pe
Ek darbaan hai
Ek darbaan hai
Ek darbaan hai

Baadshah sadhkon ka tu
Sadkein hi teri taqdir hai
Dakhila unche makanon mein
Kuch thekedaron ki jaagir hai

Ek annar hai
Sau beemar hain
Is kusoor pe chalta bazaar hai
Tere aage mehal aalishan hain
Bas darwaze pe ek darbaan hai

Ek darbaan hai
Ek darbaan hai
Baadshah sadkon ka tu
Sadkein hi teri taqdeer hai
Dakhila unche makanon mein
Kuch thekedaron ki jagir hai.