Breaking News

Hasi Ban Gaye Lyrics - Hamari Adhuri Kahani (Female Version) | Shreya Ghoshal | Emraan Hashmi, Vidya Balan, Rajkummar Rao

Hasi Ban Gayi Song Lyrics from Movie Hamari Adhuri Kahani (Female Version) | Shreya Ghoshal | Emraan Hashmi, Vidya Balan, Rajkummar Rao






Movie: Hamari Adhuri Kahani (2015)
Singers: Shreya Ghoshal
Lyricists: Kunal Verma
Composer: Ami Mishra
Music Director: Ami Mishra
Director: Mohit Suri
Music Label: Sony Music
Starring: Emraan Hashmi, Vidya Balan, Rajkummar Rao
Release on: 12th June, 2015


Haan aa o…

Main jaan ye vaar doon
Har jeet bhi haar doon
Keemat ho koi tujhe
Beinteha pyaar doon

Main jaan ye vaar doon
Har jeet bhi haar doon
Keemat ho koi tujhe
Beinteha pyaar doon

Saari hadein maine meri, ab maine tod di
Dekar mujhe pataa awaargi ban gaye

Haan hasi ban gaye
Haan nami ban gaye
Tum mere aasmaan
Meri zameen ban gaye

Aa o…aa…

Kya khoob rab ne kiya
Bin maange itna diya
Warna hai milta kahaan
Hum kaafiron ko khuda

Kya khoob rab ne kiya
Bin maange itna diya
Warna hai milta kahaan
Hum kaafiron ko khuda

Hasratein ab meri tumse hai jaa mili
Tum duaa ab meri aakhiri ban gaye

Haan hasi ban gaye
Haan nami ban gaye
Tum mere aasmaan
Meri zameen ban gaye

O…aa…o…