Breaking News

Maula Maula song lyrics - Hogaya Dimaagh Ka Dahi | Kailash Kher & Fauzia Arshi

Maula Maula song lyrics - Hogaya Dimaagh Ka Dahi | Kailash Kher & Fauzia Arshi

Movie: Hogaya Dimaagh Ka Dahi (2015)
Singer: Kailash Kher & Fauzia Arshi
Lyricist: Allama Iqbal, Amir Khusro
Composer: Fauzia Arshi
Starring: Shahbaz Khan & Madhuri Banswal
Music Label: Zee Music Company





Maula..maula..
Maula re..maula

Deni hai to nigah ko
Itni rasaiye de
Main dekhun aaina
Toh mujhe tu dikhai de

Tu sabka rakhwala re
Tu sabka rakhwala re
Sajdon ne tujhko pukara re
Sajdon ne tujhko pukara re

Teri rehmatein atta kar de
Teri rehmatein atta kar de
Teri rehmatein atta kar de
Teri rehmatein atta kar de

Mujhe bebasi se riha kar de maula re
Maula maula mere maula maula
Maula re maula maula re
O..Mere maula maula mere maula maula
Maula re maula maula re

Sitron re aage jahan aur bhi hain
Abhi ishq ki imtehaan aur bhi hain
Tere karam ke saaye mein rahun
Shukr main tere kaise bayan karun
Tune hai bakhsha mujhe ye jahan
Mere maula

Tune hai bakhsha mujhe ye jahan
Pe dono jahan ye dua karun
Mere maula maula mere maula maula
Maula re maula maula re
Mere maula maula mere maula maula
Maula re maula maula re

Dhadkan mein meri basa
Bas ek zikar tera
Dil bawazoo hai ab mera

Duniya mein mehkein khushboo teri
Aalam mein mehkein raunak teri
Har zarr-re mein hai nikhat teri
O mere maula
O mere ishq ki maula tu hi hai tu hi barkatin

Da ra dil..da ra dil..da ra da ni
Da ra dil..da ra dil..tu dani
Re pa ma pa ni da ni pa ma pa ni ga re ni sa

Hum tum ta na na na ta na na re
Yal ali yal ali ya la ya lal ali
Ga ma ga ni sa ni da pa ni ni da pa
Ga ma ni sa ni sa ni sa

Mere maula maula mere maula maula
Maula re maula maula re
Mere maula maula mere maula maula
Maula re maula maula re

Tu shaheen hai parwaz hai
Kaam tera tere samne aasma aur bhi hain
Har raah se hoon bekhabar
Bhatka hua hoon main maula
Meri raah ko manzil atta
Kar de tu mere ya maula

Rehbar tu hi tu charagar
Tu hi to hai mera aaka
Meri khushi meri tadap
Tujhse choopi nahi daata

Dede mujhe apni panah
Kar de karam maula
Mere aaka..mere daata
Mere maula

Maula maula mere maula maula
Maula re maula maula re
Mere maula maula mere maula maula
Maula re maula maula re