Breaking News

Ye Faasley Song Lyrics - Gaurav Bhatt - New Hindi Sad Songs 2015

Ye Faasley Song Lyrics - Gaurav Bhatt - New Hindi Sad Songs 2015

Singer and Composed by : Gaurav Bhatt
Lyricist: Hiren Pandya Rahi
Starring: Gaurav Gaur & Charvi Tanya Dutta
Directed by: Karan Raj Solanki
Music Production: Sumit Grover




Ye faasley kam hon zara
Ye faasley kam hon zara
Sargoshiyaan karti hain hawaa
Bas ik dafaa, sunle zara..

Kitne lamhe mere
Yahaan sadiyaan hue
Bataaun wo tujhe main
Kis tarah, kis tarah bataun

Yeh faasle kam hon zara
Ye faasley kam hon zara

Kya dhoondhe tu yahaan
Kadmon ke woh nishaan
Ik pal ki thi duaa
Ik pal mein hi dhuaan

Itni wafayon mein umrein kaati hai
Kishton kishton mein
Raatein baanti hain yahaan, yahan bata

Kitne lamhe mere
Yahaan sadiyaan hue
Bataaun wo tujhe main
Kis tarah, kis tarah bata

Yeh faasley kam hon zara
Yeh faasley kam hon zara

Kyun darmiyaan apne be-qashi be-baya
Thehraon mein ik sadaa
Bhatki phire tanhaa
Kitne ummedon ne raahein taaki hai

Saansein katra hai
Ab bhi baaki hai yahan, yahan bata

Kitne lamhe mere
Yahaan sadiyaan hue
Bataaun wo tujhe main
Kis tarah, kis tarah bata

Yeh faasley kam hon zara
Yeh faasley kam hon zara