Chali Kahani Song Lyrics - Tamasha
Chali Kahani Song Lyrics - Tamasha
Singers: Sukhwinder singh, Haricharan, Haripriya
Lyrics: Irshad Kamil
Music: A.R. Rahman
Tirkit taal se lo chali kahani
Panghat kaal se lo chali kahani
Hoo...
Sarpat daudti hai faqat zubani
Chhutput ashiqui mein dhali kahani
Angin saal se hai wahi purani
Tere mere ishq ki ye nayi kahani
Aati kahan se ye jaati kahan kya pata...
Wo...aaa....
Ye chenaab ka dariya hai
Ye ishq se bhariya
Vo lehron pe balkhaati
Mahiwal se milne jaati
Vo naam ki sohni vi thi
Mahiwal ki honi bhi thi
Lekin...
Bhai kans ka tha usko
Vasudev ne kanhaa ko
Jamuna se paar lagaaya
Dariye se to firaun ki
Behna ne phir moosa uthaya
Chali kahani chali kahani...
Chali kahani chali kahani...
Chali kahani chali kahani...
Chali kahani...
Tirkit taal se lo chali kahani
Panghat kaal se lo chali kahani
Sarpat daudti hai faqat zubani
Chhutput ashiqui mein dhali kahani
Angin saal se hai wahi purani
Tere mere ishq ki ye nayi kahani
Aati kahan se ye jaati kahan kya pata...
Birha ka dukh kaahe ho baankiye
Dikhe mohe tu hi jiya mein jo jhaankiye
Pal pal ginti hun aathon hi pehar
Kitne baras huye mohey haan kiye
Naina nihaaro morey bhor se jharein
Preet mori piya baaton se na aankiye
Main hi mar jaun ya marein dooriyan
Dooriyan ki chadaron pe yaadein taankiye
Wo utha virodhi parcham
Mughal-E-Aazam ko tha ye gum
Shehzaada mohabbat karke
Izzat ka karega kachram... bhasam
Troja ki thi helen
Tha ik mi raksha me raavan
Ant tha bheeshan yuddham krandan
Mera to raanjhan maahi
Raanjhan raanjhan...
Singers: Sukhwinder singh, Haricharan, Haripriya
Lyrics: Irshad Kamil
Music: A.R. Rahman
Tirkit taal se lo chali kahani
Panghat kaal se lo chali kahani
Hoo...
Sarpat daudti hai faqat zubani
Chhutput ashiqui mein dhali kahani
Angin saal se hai wahi purani
Tere mere ishq ki ye nayi kahani
Aati kahan se ye jaati kahan kya pata...
Wo...aaa....
Ye chenaab ka dariya hai
Ye ishq se bhariya
Vo lehron pe balkhaati
Mahiwal se milne jaati
Vo naam ki sohni vi thi
Mahiwal ki honi bhi thi
Lekin...
Bhai kans ka tha usko
Vasudev ne kanhaa ko
Jamuna se paar lagaaya
Dariye se to firaun ki
Behna ne phir moosa uthaya
Chali kahani chali kahani...
Chali kahani chali kahani...
Chali kahani chali kahani...
Chali kahani...
Tirkit taal se lo chali kahani
Panghat kaal se lo chali kahani
Sarpat daudti hai faqat zubani
Chhutput ashiqui mein dhali kahani
Angin saal se hai wahi purani
Tere mere ishq ki ye nayi kahani
Aati kahan se ye jaati kahan kya pata...
Birha ka dukh kaahe ho baankiye
Dikhe mohe tu hi jiya mein jo jhaankiye
Pal pal ginti hun aathon hi pehar
Kitne baras huye mohey haan kiye
Naina nihaaro morey bhor se jharein
Preet mori piya baaton se na aankiye
Main hi mar jaun ya marein dooriyan
Dooriyan ki chadaron pe yaadein taankiye
Wo utha virodhi parcham
Mughal-E-Aazam ko tha ye gum
Shehzaada mohabbat karke
Izzat ka karega kachram... bhasam
Troja ki thi helen
Tha ik mi raksha me raavan
Ant tha bheeshan yuddham krandan
Mera to raanjhan maahi
Raanjhan raanjhan...
Post Comment